Insan ke paas ek aisi cheez hai jo use pure universe me sabse alag banati hai aur wo cheez hai aql – isi se insan saoor me rahta hai and senses ko feel bhi karta hai. Yahi insan achaiyan bhi karta hain aur buraiyan bhi. Bahut si cheezon ki ise aadat bhi lag jati ahi – koe aadat bahut achi to koe behad buri. Aur insanon ke alawa jo aur makhlooq ahin usnme ye salahiyat nahin hain. Magar aaj ke daur me aaye din social media ke zaroye aisi-aisi cheezein samne aati hai ki aap tasawwur bhi nahin kar sakte. To dekhiye “Insan Wale Ye Nashe Janwar Mein Bhi.”
Ajeeb Activity Karta Ye Janwar
Janwaron me sense ki stability nahin magar aaj ke daur me wo insaano jaisa bhi feel karte hain. Jahan nasha karna ek insani fitraton me shamil hai, ye janwaron se bahut door hai. Is video ke ander dekha ja skata hai ki kaise ek janwar cigarette ke dhuwen uda rahe, aur sabse hairat wali baat hai ki wo ise enjoy karta hua dikh raha hai.
One Man’s Trash is Other One’s Diamond
Koe cheez kisi ke liye kuch mayne nahin rakhti to wahi cheez kisi ke liye zaroorat se bhi zayada ki important wali maloom padti hai. Jaisa ki dekha ja sakta hai ki cigarette ka leftover part waisa bhi pine walon ko koe maze nahin deta, magar ye leftover is janwar ke liye many things with leasure ki feeing deta huwa pratit ho raha hai.
Hairat Hai ki Ye Insan Nahin Hai
Yes, insan nahin maagar insan jaise activities and nashe insano ki kataar me shamil kar dete hai sense wale comparison me. To ye ek hairat hai ki aajkla ke jaanwar bhi insanon se piche nahin hai. kabi-kabhi aisa maloom hota hai ki wo sab feel kar rahe hain jo hum kar rahe hote hain.
Also Read: Qatar Ek Anokha Desh – FIFA WORLD CUP 2022
Aapka kya kahna hai isko lekar? Kya aap samjte hain ki aaj-kal janwar bhi aisi harkatein kar rahein jo insanon me aam hai? Apke pas hi kuch na kuch kehne and share karne ko ho skata hai. Zaroor Share karen!
[…] Ye Bhi Padhen – Janwaron Me Nasha […]