FIFA World Cup 2022 me alag hi sama hai aur isme rang dala hai Qatar ke naye rules and approaches ne. Ek tarf $220 Billion ke kharch ne alag hi dhyan khincha hai wahin dusri taraf naye andaz! Jahan duniya me football se related bahut se records ko toda gya hai wahin aisi bahut si cheezein hain jo kuch logo ko awkaward to kuch ko qaabil e tareef lag rahi hain. Usi me se ek hai Qatar me hone wale is FIFA World Cup ki ek wo jhalak jo ki opening ceremony se pahle hi wahan ki sadko par dekha ja sakta hai, To aaiye dekhte hain kaisa hai Sharab Pine Walon Ke Liye Ye Paigham.
2022 World Cup का Mascot
Ye known hai ki Football ke har match me fans stadium ke ander match ke dauran sharba ke sath mastiyan karte huwe dekhe jate hain, magar is bar aisa kuch hone ki qatai ummeed bhi nahi hai. Darasal, Qatar ke niyamon ke antargat sharbanoshi gairkanooni hai and iske alawa aur bhi bahut si cheezein hain jo ki Qatar ne ban kar rakha hai. Sharab ke alawa sleeveles kapdon ke baghiar entry nahi ahi. Yahin tak nahin, agar shoulder dikh raha hoga to bhi allowed nahin hoga.

Sharab Pine Walon Ke Liye Qatar Ka Ye Paigham
Is Gulf counyrty ne apne is mascot ke zariye puri duniya ko ek paigham dena chaha hai ki “शराब छोड़ो कहवा पियो.” ये क़तर में होने वाले फ़ीफ़ा 2022 का mascot है, इसका नाम La۶eeb है, La۶eeb भाई साहब कहवा पिला रहे हैं| Aue is cute se dikhne wale statuenuma structure ki images vi bahut viral hain in dino internet par.
Aur Dekhen:
Virat Kohli Ki Khasiyat | Inspirational Advices for Youngsters
Jahan bahut jagah is messsage ke zariye approach ko saraha ja raha hai wahin kuc h aise log bhi hain iski mukhalfat kar rahe hain – Human Rights and Apni azadi ka hanan samajhte huwe aise log ise aazadi ke khilaf ek napasand cheez bata rahe hain.
Aapka kya kehna hai? Kya ye Qatar ke taraf se bahut sarahniye kaam hai? Apni ray ka comment me zaroor izhar karen.
Author Ke Aur posts Padhne Ke Liye unke dusre official website ko bhi aap visit kar skate hain: English with Akram
[…] Sharab Pine Walon Ke Liye Qatar Ka Ye Paigham […]